Tuesday 22 January 2013

Hindi: Pyar ka naam



Tumhe chaha paglon ke tarah humne,
Bina soche samjhe bas pyar kiya humne.
Pyar to dil se galati se hui tumse,
Thodi na jaan ke bhul hui humse ?

Dete hai log pyar ko barbadi ka naam,
To kya pyar bina zindagi hai abadi ka naam ?

Soch ke agar zindagi savra jae,
To har waqt pyar ki khami sataye.

Jante hai hum kisi aur se hai apko mohabat,
Phir b nehi karenge hum bagawat.

Hum to apki zindagi rangeen banana chahate hai,
Par kya uski pyar main apki zindagi rangeen hai ?????

No comments:

Post a Comment