Monday 26 August 2013

Akela pan

Pal bhar ki iss jindagi mein…
Dard bhara kyon hai ye…..
Ata mujhe kuch nehi samajh mein…..
Kya karoon kya na karron jab lagta hai mujheko ghutan si ye….. :’(

Sab kuch paas hoke v,
lagta kyon hai mujhko akela ????
zindagi ki ahr ek mod pe v,
hamesa khud ko sambhala.....

Muskil bhari ye zindagi kyon hai ?????
asan jindagi bhala kisko hai jarurat ???
par dhukta kyon bhala ye dil hai,
jab pyar ki hai usko jarurat ??

Taklif agar mujhko hai akele jhelna,
to kya hai jarurat mujhko sabki yahan ?????
acha to yehi hai ekale rahna,
na ki akele pan mein tadapna yahan…

No comments:

Post a Comment