Sunday 2 March 2014

Kehna chahake bhi kehna paun mein tujhe....


iss dil mein ab tu hai basaa........
jaun tere bin mein kahan....
iss dil mein ab tu hai basaa........
kaise kahun tujhe, agar tu ho jae khaffaa......
ab tere sang ye jindagi swarg saa..........


Kehna chahake bhi kehna paun mein tujhe....
inta chaha ke bhi jata na paun tujhe...

ab kaise bataun tujhe
jab dil hai tu basaa........
kaise bataun tujhe, dil ki jaaannn hai tu...
jab samjh tu na kavi paye mujhe.......

jatana jab chaha maine,
kavi na suni dil ki awaz meri tune...
betahasa pyar kiye hai meine....
dekh ke v andekha kia hai tune...

andekha kare jo.....
use kaise phir jataya jae.......
pyar ki bhasa jo na samjh pae,
kaise jataega pyar woh......

Kehna chahake bhi kehna paun mein tujhe....
inta chaha ke bhi jata na paun tujhe...

bin pyar ke naa ji saka hai koi.....
ab bata de tu jara...
kaise kahun tujhe, agar tu ho jae khaffaa......
jab tere sang ye jindagi swarg saa..........

iss dil mein ab tu hai basaa........
jaun tere bin mein kahan....
iss dil mein ab tu hai basaa........

Kehna chahake bhi kehna paun mein tujhe....
inta chaha ke bhi jata na paun tujhe...
iss dil mein tu hai sirf basaa........
jaun tere bin mein kahan....





No comments:

Post a Comment