Naadaan sa parinda hun mein,
uddne do befikar,
chum ne do assmaan ko..
Pankh firayen karlo mehsus iss dunia ko,
darr sa jae ye badal, iss udan se meri...
shaurat v chume kadmon ko meri....
hawa v badle apna rukh par atal hai biswas meri....
Naadaan sa parinda hun mein,
uddne do befikar....
dekhe to zamana v kare apni jikar.....

No comments:
Post a Comment